Arj Kiya hai ! :): Zindagi bahut kuch sikhati hai Kabhi hasati hai kabhi rulati hai Khood se jyada kisi par yakin mat karna, Andhere me to parchhai bhi sath chhod deti hai Manjile bahut hai afsane bahut hai, Imtihan zindagi me abhi ane bahut hai, Jo nahi mila uska gila kya karna , Duniya me khush rahne ke bahane bahut hai, Zindagee me kabhi khood ko kisi insan ka adi na banana, Jab apko chata hai to burai bhul jata hai, Jab apse nafrat karta hai to achai bhul jata hai, Khuda ne kaha dosti na kar,doston ki bhid me bhool jayega, Maine bhi kaha tu zameen pe to ake dekh tu upar jana bhool jayega. Achhon ke pichhe koi nahi jata hai Par burai ke phiche sab jata hai, Dudh bechne wala ghar-ghar jata hai, Sarab bechne wala kahin nahi jata hai. Sangeet sunkar gyan nahi milta , Mandir jakar gyan nahi milta , Patharto isliye pujte hai log kyokin!- Bharose layak insaan n...
Comments
Post a Comment